I have reddit but sala vaha bas larp , ladki ladki ya amir bethe hai.
Ye aspirational but grounded class kahan jaye?
Bharatchan tha vo mar gaya.
Dayush ko bas non indian ip ban karne the aur temp ip range ban karna tha bas.
Sala chutiyo ki trah coding karte karte burn out ho gaya aur fir band karke bhag gaya.
Ab me aspirational but grounded class se hun , kahan jaun?