Aaj 12 ghante wage karke aaya, ghar pe aate aate baap ki yaad gayi, kuch saal pehle humare sheher me bohot baarish huyi thi, nonstop 2-3 din, almost baadh aa gayi, kamar se upar paani bhara tha society ke bahar main road pe, maine usme apne baap ko 1.5 km chal ke aate dekha tha office se, scooter kharab ho gaya tha road pe chodna pada tha, sochte sochte aankh se aansu aa gaye mere
>>17556
Samajhne waali kya baat hai yaar?? Faltu ka hero banna hai apni family ke samne ki dekho mai baarish mai bhi kaam pe gaya...
yeh gareeb log bade dramebaaz hote hai