>>12596
Yaar bachpan ki bohot yaad aa rahi hai Aaj.
Papaji Salman Khan ki har movie dikhane le jaaya karte the aur us waqt har movie ek se badhkar ek kino hoti thi 2010 se 2017 tak ke woh saal meri zindagi ke sabse masoom aur khubsurat saal the Yaar sach mein un dino ki boht yaad aati hai